mein tu ziyda tar short term trading karta hn jaisa hi thora profit ata hia mein trade close karta hn mein wo wala kam nai karta ky aap ki trade kafi time tak open reh aur isi tarah jo trade aap ki profit mein hoti hai wo bi loss mein chali jati hai so mein short term trading ko prefer karta hn.