Bhai maine to jab bhi trading yaha par ki thi to mujhe pahle din kafi acha feel hua tha, hala ki main trading karna nahi janta tha bhai, lekin fir bhi maine trading kiya aur ek hi trade mein kafi bada profits kamaya to tab se mera confidence gain hua bhai.![]()