itnay barhay margin me main to wesay kabhi b stop loss ka use karnay ka mashwara nahi deta hota hun ku k itnay barhay margin k sath kam karnay say humara khud ka he barha nuksan howa karta hota hai jiss waja say humaray kam ko na samjh kar chalnay or karnay ka tareeka or zyada barh jata hota hai or hum nakam ho b saktay hain.