mughy aysa lagta hai k ap agar new aye hain is field mai tou sab sai pehly is mai demo karny ki try kary kio k jitna bhi ap demo kar k working kary gay ap k leyay utna he acaha rahta hai aur ap kafi agy a sakty hain is tarah sai laikin jou log real account k sath working karny lag jaty hain un k leyay kafi problem ka samna krna parta hai is field mai..![]()