g haan bilkul teek kaha ha ap na forex main real account main trading ka pahla din waqie hi excitment sa bara hota ha aur forex main agar uc ko pahly hi din acha profit mill jay jo k aksar mill hi jata ha to wo boht over hona start ho jata ha aur apna emotions ko control nahi kar pata aur loss ho jata ha kuch hi dino main mery sath to yahi howa ha kuin k main na lalch kiya tha