bhai mein eur/usd mein usd/jpy mein bhauat zyada trading karta hoon mein inn pairs ko sabse accha isliye kaha jata hai kyunki bhai inmein movement bhauat acchi rehti hai meine aaj tak yahi experience kiya hai isliye kahunga ki jo karein soch samajh ke karein jo bhi karein ismein pair bhi soch samajh ke lena bhauat zyada zarori hai.