han ji apne bilkul thek kaha hai me apki bat se sehmat hu forex trading ke business me kaam karne ke liye fundamental aur technical analysis ke bare me knowldge hona bahut he jaada jaroori hai forex trading ke busniess me jo bhi new trader bina kesi experiance aur knowldge ke esme kaam shuruu kar dete hai wo esme kabhi bhi kamyab nahi ho pate hai wo esme hamesha loss he karte hai forex trading ak bahut mahnat wala kaam hai esko wo trader he ache se kar sakate hai jo trader bahut ache se forex trading ke bare me learning karte ha forex trading ke bare me learning karne ke liye trader asaani se online material se sab samajh sakta hai kyunki forex trading aik online based business hai jis me trader sab online samajh kar ache se trading kar sakta hai forex trading ke market me fundalmentely aur technically movement hoti hai aur es ko samajhene ke liye trader ko market me bahut jaada time dena hota hai forex trading ke market ke technically movement ko samajhene ke liye trader ko demo account me bahut ache se practice karna hoti hai jis me trader trend lines aur petterns ke bare me learnig karna hoti hai trader ko forex me kamyab hone ke liye price action ko bahut ache se samajhana hota hai esme trader jitna jaada time denga wo market ko utna he acha samajh jaenga trader ko market me fundamentally movement ke bare me bhi knowldge hona bahut jaada jaroori hai market me kahi baar news ke wajah se bahut jaada movement shuru ho jati hai esme new trader ko kabhi bhi kaam nahi karna chahiye hai kyunki wo esme bahut jaada loss kar lete hai news ke bare me bahut jaada knowldge aur mahnat ke jaroort hoti ha tabhi trader esme badiya profit bana pata hai