ji dost knowledge aur experience ke uper hi trading hoti hain aur wohi trading kar sakta hain jiske pass mein knowledge hoti hain lekin knowledge ko gain karna hain to kafi achchi tarah se pahle to sikhna padta hain kafi jayda practice karni hoti hain to uske baad hi trading kiya ja sakta hain