Main lagatar 5 din trading karta hon kyun ke main daily ka target set kar ke trading karta hon aur jab mujhy daily ka target hasil ho jata hai to main trading nahi karta is liye main 5 din lagatar trading karta hon lekin jab mujhy lage ke aj ak din trading ke liye best nahi hai to main trading stop kar deta hon aur next day dobara trading karta hoon.