Bhai jab hum log new hote hai to tab humare ko yaha par aisi koshish hi nahi karna chahiye bhai jisse humko nuksan ho sake, yaha par new trader trading nahi janta hai aur wo trading se paisa kama hi nahi sakta hai bhai jab tak sikh nahi jata hai bhai.