sahi kaha aapne 20 pips kafi accha target hota hai aur kisi ko mil raha hai to wo kafi accha trading kar raha hai market me jiske karan ki use mil raha hai itna pips aur main manta hun ki wo professional trader ban raha hai yadi lagatar aise hi profit kama paa raha hai to.