Jab aik kaam kia jata ha to phr us main involve hony say na sirf hum us kaam kay bary main achi tarah jaan laty hain balky humain yah bhi pata chal jata ha kay yah kaam humary liye behtar ha aur iss say hum kafi had tak faida lay sakty hain jaisay daily ki trading hoti ha hum iss say kuch na kuch zaroor seekhty hain