jnab ye treqaqar bohat best ha har banda agar is treh kary to wo ak din bohat best trade kar sakta ha, man abi is man new hon or man demo pe trade kar raha hon man apna aj ka jayza karon to aj many is man loss kia ha pory 27$ ka so ye koi bara loss to nai tha but real hota to bohat bora lagna tha man aap ka thx karta hon aap ny bohat accha m,ashwara dia mujhy...