nahi stop loss ka use Humko Sirf ussi trade mein karna chahiye jis mein hum sure nahi hote hai ki Hame profit ho sakta hai aur jo trade galti se open ho jati hai usne Bhi Hum stop loss ka use kar sakte hain theek hai agar profit no loss ho to Hame Jyada loss Na Ho Magar Jisne Hame pakka Bharosa Hota Hai Ki is mein humko profit Hoga Padme Hum Ko stop loss ka use nahi karna chahiye
i think forex is a good job.hann stop loss bahut hi jaruri hai iske bina trade adhuri hai agar stop loss set nahi kiye aur market ulta hua to stop loss touch kar ke trade wahin stop ho jaega agar stop loss set nahi kiya to wo loss barta jaega aur margin call par pahuncha to pura account nill so stop loss is mandatory to every trade.thank you............................................... ...