scalping strategy bohat hi achi strategy hai is main humain lazmi try karni chaye or is se fida lena chaye but news se phele is ko close kar dena chaiye.
Han yah baat ekadam Sahi hai is scalping trading karna bahut jyada risky hota hai lekin agar yah trading theek se Kari jaaye to profit bhi bahut acche banae ja sakte hain yah risky to hota hai is trade ko kam time frame per Kiya jata hai aur bahut kam samay ke liye trade ko open Kiya jata hai jab scalping karte Hain to trader apna volume bahut hi bada rakhta hai jisse kam samay mein vah bahut hi Mota profit Kama saken Lekin agar uska trade galat lag jata hai to usko use trade mein bahut loss bhi ho sakta hai scalping karne ka jyada fayda tabhi hai jab usko yah trading Puri tarah se karna aata Ho ek tarah se vah professional Ho to hi vah trade kar sakta hai Varna Bina sikhe samjhe agar vah scarping karne ja raha hai to samajh lijiye usko bada nuksan hone wala hai aise kam Karega to usko income kamana bahut mushkil ho jaega profit kamane ke liye Puri tarah se professional hona chahie agar vah nahin hai to usko sikhana chahie usko samay Dena chahie jiske chalte vah trading ko samajh payega aur use chij ko kar sakega jisko vah karna chahta hai vaise to trading karne ke liye long term daily trading yah bhi ek badi option hai Jaise chahe vaise training kiya ja sakta hai kisi bhi prakar ki trading karne ke liye usko sabse jyada need hogi experience ki agar yah hai to jarur vah trading acchi kar sakta hai