ji dost ye to haiga ki trading kar rahe hain to pahle trader ko ye kafi achchi tarah se maloom hona chahiye ki kya trend chal raha hain aur trend ke hisaab se hi trading karna sahi rahta hain trend ka maloom hoga to trading karna mein thodi asani hoti hain

