Bohat saray indicators ko main use kar raha hon aor indicators ko use kar kay apka apna he faida hota hai. Agar indicators apko help kartay hein aor market main currency pairs kay baray main kafi information milti hai.
Printable View
Bohat saray indicators ko main use kar raha hon aor indicators ko use kar kay apka apna he faida hota hai. Agar indicators apko help kartay hein aor market main currency pairs kay baray main kafi information milti hai.
Look my dear mates i think that these three things will provide help for you but if you catch just two things Fundamentals and experts then the odds maybe completely in your favor including one more thing which is technical analysis also be the part of successful trading.
Dhiko mery bhai bat ye hai k agar hum jo hai ik achy trader bnna chahty hai tho hmy fundamentals k sath sath expert logon k review ko bhi dhikna hga aur ye kafi nahi hai hmy chahye k hum mry bhai Technical jo knowledge hai usko bhi lazmi learn kary achy trha sy.
I think every one of the three are essential in Forex exchanging. Be that as it may, crucial and pointers are generally vital. Since these are root in Forex exchanging. Robot exchanging can't make a decent merchant.
Fundamental trading ky lye news ko Janna ore experience ka hona zarori hy tab hi app kuch earn kar p ayengy ni tu avoid karryn kio ky news trading bhut hi dangerous hy ore main koi indicators wagaira use ni Karty mujhy kisy indicators py bharoosa ni hy ore rahi bast robot ki tu main ea ko hate karti hun ore app ko bhi advice dungi is say dour hi rahyn
dear mate mere nazdeek to technical analysiss so important hotay hain fundamental ki importance bhi apni jaga eham hai lekin jab hum technically analysis kerte hain to sari news or us kay mutaliq ehm muwad is mein add ho jate hain tabhi technical ananlysis kiya jata hai i vote for technical analysis
If there is a fundamental trading experience then we will not be able to buy any more information from this market if you have any query on this item the bot robot has the main purpose of which you have to do even if the advice is not recommended.
G dekhen har koi trading apne hisaab se karta hai js ko jo suitable lagta hai usko usi method se kaam karna chahiye fundamental bhi theek hai lekin mein tu ziada tar technical analyses pe focus karta hoon market ko technical analyse karta hoon saath jo forex experts hain unki advise ko follow karta hoon aur is tarah kafi achi trades karta hoon.
mery khial sy sab ziada powerful fundamental hi hai iski power sab sy ziada hoti hai jab bhi koo news release hoti hai jo keh high expected hoti hai tu us waqt sary indicators fail ho jaty hain aur bahut sy expert bhi fail hoty hain us waqt fundamental ki power ko determined karny main