Kisi bhi forex trader ke liye sabse jyada jaruri yahi hota hai ki forex market ke bare mein bahut acchi jankari rakhen dekho chahe to fundamental Ho technical trading ho ya fir koi robot trading Ho har EK trading ka apna ek mahatva hota hai lekin robot trading jo hoti hai vah Sabse alag hatke Hoti hai vah automatic trading hoti hai uske sath jaane ke liye main Salah nahin dunga kyunki robot trading jo hoti hai vah market mein automatic trade karta hai aur close karta hai aur usmein yah dikkat tab aati hai jab market ki situation alag Ho jaati hai ekadam se market mein badlav aata hai trend change hota hai to tab robot fail hota hai kyunki vah coding ke upar depend hota hai aur vah bus ek hi situation mein kam Karega aur sabko pata hai market ka situation bar bar change hota hai to isliye main technical trading ya to fir fundamental trading ke sath hi jaane ki Salah dunga inmein ham apni marji ke anusar trading kar sakte hain galat faisla Lene se Bach sakte hain bus trader ke andar patience hona chahie jisse vah Sahi trade ka wait Karen Jaise hi entry point acchi mile usko turant apna order dal Dena chahie aur usko vate karna chahie acche profit ka jo usko target set karna ho vah Apne anusar kar sakta hai lekin sabse best manual trading hi hoti hai kisi bhi robot trading ke chakkar mein na pade warna vah kabhi success nahin Ho payega