PDA

View Full Version : Trend Line and Break Out.



Pages : 1 2 3 4 5 6 7 [8]

lover222
2021-01-10, 04:38 PM
Trendline humko forex market mein chart mein draw karni hoti hai Jahan per agar market uper ki taraf ja rahi hai to ham log points a line upar ki jaane draw karte hain Jahan per market thoda bahut niche aakar upar nikal rahi hai agar market is line ko cross Kar ke niche aati hai aur confirm karti hai to market niche ki taraf trend pakad leti hai aur ham confirm karne ke bad jab trading karte hain to break out ke time hamen bahut achcha munafa ho sakta hai ISI tarah agar market upar se niche ki taraf a rahi hai tab bhi Ham upar se high point se niche ke panch Jo hua hai lickety aaegi usko draw karenge aur agar market is line ko cross karti hai to Ham ko confirm ho jaaye ki market ne breakout Kar liya hai to Ham trading karke buying mein accha munafa banaa sakte hain

Rashid232
2021-01-10, 09:24 PM
Assalamu Alaikum
trendline Humko Fresh Market Mein Chahat Mein Dra Karni Hoti Hai Jahan per Agar aapko market Upar ki taraf jaati Najar aah rahi ho to aap apne dant slow lagakar Dra kar sakte hain Is Tarah Agar market niche matlab log ki taraf Ja Rahi Hai To fir bhi aap dot lagakar isko show kar sakte hain aur bad Mein Ek a cross lagakar iski draw Banakar check kar sakte hain ki market kis Taraf ja rahi hai ISI Tarah Agar market Upar Se niche ki taraf ja rahi ho ya Upar Se points niche ki taraf ja rahe ho to aapko market ki aap ki market ki position Ka Pata Chal Jaega aur aap Hamesha prapt Hue trailer gas ke ne

Qasim14
2021-01-11, 09:50 AM
main khud se trading karta hun kyunki market long-term position mein movement kar rahi ho to aapki Lagai Hui galat trade aapko nuksan deti hai main isiliye market mein trendline ko draw karta hun kyunki agar market long-term mein movement kar rahi hogi to trendline se wapas hogi agar upar ki taraf ja rahi hai to main neeche se trendline low level per set kar deta hun jab market use per aakar touch karti hai to wapas hoti hai to Mumbai ki trailer deta hun ISI tarah agar market upar se niche ki taraf aa rahi hai tab bhi mein hi point se neeche wale log point Kaka line kodra karta hun jisko trendline kahate Hain ISI se Ham to market ki asal position ka pata lagta hai ki market kis taraf munh mat hone wali hai

lover222
2021-01-11, 01:07 PM
forex trading mein trend ko find karne ka sabse behtarin tarika ek trendline ka bhi hai trendline Ham forex mein currency chat main yaha metal chat mein lagate Hain vahan per Ham dekhte hain ki market kis taraf movement kar rahi hai agar niche se upar ki taraf trend line ko draw kiya hai to market niche ki taraf agar trendline ko cross karegi to Ham breakout kahenge agar breakout market confirm kar di hai to market bahut jyada badi movement dikhti hai jisse Ham achcha munafa bana sakte hain agar hamen trendline ke information aur breakout ka pata Ho

Usman991
2021-01-12, 09:36 AM
Dosto trend line aur break out forec trading main trend ko samjny ka bhot acha triqa hai currency chat main metal chat pye ye triqa lagty hain aur dikhty hain k market movement kis tarf kar rahe hai ager nichye saye uper ki traf trend line ko bnya hai tu market nichy jyegi aur ager trend line ko cross krye ge to breakout kahenge aur market ager aur movement dikhate hai to hum ko acha munafa dyge lekin apko trend line aur breakout ko achy se samjna hoga .