agar aap ko trading karni hai aur wo bhi achi tarha sey to aap ko pehley is ko sahi sey seekhna ho ga seekhey bina live trading possible nahi aap jitna demo account pey practice kar k apna experience ko better karo gay utna hi best way mai aap trade kar sako gey.