Bhai ye baat to ek dum sahi hai ki kafi trader ka paisa nuksaan hone ka karan yehi rahta hai ki wo apne account mein money management ko follow nahi karte hai agar koi aise trading karta hai to jahir hai wo idher paisa loss karega money management kafi jaruri hota hai bhai trader ke liye