haan ji risk to yaha par bhi hai aur yaha par trader ko risk lekar hi kaam karna hota hai trader agar chahe to risk kam lekar bhi kaam kar sakta hai wo to trader ke upar depend karta hai trader kitna risk par trading kar raha hai trader ko market ko samjh kar aur kam risk par trading karna chahiye