Jab Mera bonus $50 ka saath mein sirf maximum 25 ya 30$ ki earning ki try krta tha Parab Mera bonus aata hai agar Mera bonus 100 ya Jada 100 se Aata Hai Toh Main Usko double karne ki interest Rehta Hai Mera aur ek baar mein kamyab bhi hua hun
Aap kay pass barra capital ho ga to aap baree lots ko bhi trade kar pao gay aur aap percentage main bhi baree amounts earn karo gay, is liye aap kay profits ka aap kay capital kay saath link to hay link asal cheez skills hain capital naheen hay.