bilkul hame tab tak strategy ko use kerna hoga jab tak hame is se profit hasil ho raha hai laken ager wo trading main hame loss de rahi hai tu hame isko urgent change kerna hoga taki jyada loss na hu, forex main strategy fail hoti rehti hai laken trader ko old stratgey use nahi kerni chahye iski waja se ise loss hota rahenga isme ager trader ke pass new strategy abhi na hu tu isko trading ko stop kerna hoga taki loss na hu, hum forex main profit apni strategy ki base per earn kerte hain aur jab strategy hi nahi hogi tab hum forex se profit hasil nahi ker sakte ham loss kerwa sakte hai is liye hame new stratagye ko banane tak trading ko stop kerna hoga, market daily base per apna pattern change kerti rehti hai jiski waja se strategies bhi fail hoti rehti hai laken trader ko bhi chahye ke isme changes kerta rahe taki wahi old strategy hi improve hoti rahe, hame forex trading main apne trading skills ko improve kere rehna chahye tabhi hum long time tak forex se profit generate ker sakte hain hame iski jyada se jyada practice kerna hogi, trader ko apne liye her time new strategy tyar rakhni chahye isko wo demo account per test ker sakta hai ager wo isme acha kerenga tu isko real trading account main use ker sakta hai, ajkal forex main strategy hona her trader ke liye jaruri ho gaya hai kyunke iske bina profit hasil kerna impossible ho gaya hai strategy ek trict hoti hai jiski madad se trader forex se profit hasil kerta hai laken fail one per isko fori change kerni padti hai.