forex ke business me bahut he trader ko loss hota hai,esme trader ka loss hone ka main reason hota hai wo market me samajh nahi paata hai,esme trader ko ache se market me pehle sabb jaana chahiye,esme trader jetna jada market me analysis aur samajh se kama karenga wo esme utna he acha apne liye kar sakenga,esme loss par control karna chahiye.
aapne ek dum sahi kaha forex trading world ka sab se best aur sab se accha business hai yeh ek online business hai isliye koi bhi isko badi hi aasani se ghar baithe baithe kar sakta hai bina kisi pareshani ke aur agar forex trading ke iss business mein profit hai to loss hona bhi pakka hai kyun ki agar hum na profit accept kar sakte hain to hame apne losses ko bhi face karna padta hai isliye losses hona bhi jaruri hai lakin jyadatur losses unn logon ko face karne padhte hai jinke pass iss kaam ko karne ka accha experience practice aur knowledge nahi hoti hai jin logon ke pass forex trading ki acchi information nahi hoti hai acchi jankari nahi hoti hai unn logon ko iss business mein bohot jyada losses face karne padte hai kyun ki kisi bhi kaam ko acchi tarah karne ke liye uss kaam ko sikhna padta hai aur jo log forex trading ke baare mein acche se nahi sikhate hain acche se nahi jante hain iss kaam ke baare mein unn logon ko losses karne padte hain 90% logon ki wajah se losses hote hain aur isliye forex trading mein jyada se jyada traders ko loss hota hai unko loss face karna padta hai sirf inhi kuch reasons ki vajah se unko losses face karne padte hain aur hame uss losses ko face karna chahiye aur zyada hardwork ke saath karna chahiye hame apne mistakes ko samjh kar unn ko thik karna chahiye aur losses ko face karna chahiye