dear forum members apko forex me kaam karny k liye learning ki bohat jyada jrurat hy bilkul bhai best deal open karne ke leye support aur resistance find karna jaruri hai market jab bhi channel ko teji se ya kasi news ke effect per break karti hai tu lajmi apna new support aur resistance banati hai fir kafi time usi support aur resistance ke bech hi move karti rahti hai, iske ilawa trader her time frame main support aur resistance level find kar sakta hai jaha se wo trade kar ke acha profit generate kar sakta hai, market ka trend jab bullish hota hai tu resistance ko break karne ke baad lajmi usko retest kar ke apna support banati hai aur new resistance create karti hai, forex main support aur resistance bohut important hote hain jinko samjhana bohut jaruri hota hai support ko find karne ke leye trader ko bade time frame main market ko analyse karna hota hai aur kabhi bhi trader ko achanak break out par trade nahi karni chahye ise market ke is poin ko restest karne ka wait karna chahye, ku ke ager market sell trend main hoti hai tu wo apne support ko break karne ke baad usko retest kar ke ise resistance point banaye gi aur ager buy main hai tu resistance ko break karne ke baad usko apna support banae gi yahi market ka pattern hota hai ager trader is pattern ko ache se samajh leta hai tu iske leye trader bohut simple hogi, market main aise bohut sare trader hote hain ju sirf support aur resistance break karne par trading karti hai
Attached Images
Though trading on financial markets involves high risk, it can still generate extra income in case you apply the right approach. By choosing a reliable broker such as InstaForex you get access to the international financial markets and open your way towards financial independence. You can sign up here.
dear forum members apko forex me kaam karny k liye learning ki bohat jyada jrurat hy bilkul bhai best deal open karne ke leye support aur resistance find karna jaruri hai market jab bhi channel ko teji se ya kasi news ke effect per break karti hai tu lajmi apna new support aur resistance banati hai fir kafi time usi support aur resistance ke bech hi move karti rahti hai, iske ilawa trader her time frame main support aur resistance level find kar sakta hai jaha se wo trade kar ke acha profit generate kar sakta hai, market ka trend jab bullish hota hai tu resistance ko break karne ke baad lajmi usko retest kar ke apna support banati hai aur new resistance create karti hai, forex main support aur resistance bohut important hote hain jinko samjhana bohut jaruri hota hai support ko find karne ke leye trader ko bade time frame main market ko analyse karna hota hai aur kabhi bhi trader ko achanak break out par trade nahi karni chahye ise market ke is poin ko restest karne ka wait karna chahye, ku ke ager market sell trend main hoti hai tu wo apne support ko break karne ke baad usko retest kar ke ise resistance point banaye gi aur ager buy main hai tu resistance ko break karne ke baad usko apna support banae gi yahi market ka pattern hota hai ager trader is pattern ko ache se samajh leta hai tu iske leye trader bohut simple hogi, market main aise bohut sare trader hote hain ju sirf support aur resistance break karne par trading karti hai
Last edited by kritika533; 2021-09-25 at 06:43 PM.