yes lot size depend on our account balance and i say that we work in market with low lots and we do not use big lots size order in market and beginners must use low lots in market and beginner follow the good trading strategies and beginners work with careful trading methods and beginners always understand the market risk management and work in market with experience then beginners make good earning in forex market
Forex trading mein jitne bhi beginners join karte hain trading karne ke liye un ko sab se pahle starting mein 0.01 se upar trading karni he nahin chahie agar un ke pass $100 deposit bhi ho tab bhi un ko 0.01 se hi trading karni chahie aur tab tak karni chahie jab tak un ke pass achcha experience na aaye Forex trading may experience Ke Bina high lot size ka istemal karna bahut dangerous ho sakta hai aur aap ka account wash hone ke chances bahut jyada ho sakte hain kyun ki agar aap 0.01 se upar lot size mein trading karo ge aur aap ke pass experience or information bhi nahin ho gi to aap ko pakki baat hai ki nuksan ho ga aur aapka account wash ho sakta hai beginners ko meri yahi advice hai ki wo kabhi bhi high lot size mein trading na karen aur small lot size mein trading karen aur proper rules ko follow karte hue kam karen aur 0.01 ki trading select karen chahe wo gold mein trading karen chahe currencies mein karen lekin mein yahi advice karun ga ki aap currencies mein trading start karo aur jab aap ke pass experience ho tab aap gold ki taraf aao kyun ki gold bahut risky pair hai is per trading karna start mein bahut dangerous ho sakta hai is liye aap start main currencies par trading karen currencies beginners ke liye best hai