Haan jab market mein koi strong news aa jati hai to tab powerful trading strategy wo bhi fail ho jati hai trading strategy news par kaam nahi karti hai tab trading karne ke liye fundamental trading karna aana chahiye tabhi trade kiya ja sakta hai fundamental humare ko sikhna hota hai aur jab tak fundamental nahi jaan lete hai tab tak trading nahi karna hota hai wo news par tab bada loss kar sakta hai