bhai trading ke liye trader ko strategy banani padti hai fir isko demo account main test kerne ke baad real account main apply kiya jata hai hame isme plan bana ker work krna hoga, hum market ki movement ke hisab se plan tyar kerna hoga fir isko implement kerna hoga, forex main ager trader ka koi plan fail ho jata hai tu isko wahi plan again use nahi kerna chahye isko apne liye new plan create kerna chahye taki achi trading ho sake, duniya main koi bhi business plan ke bina nahi chal sakta owner ko business start krne se phle iske liye strategy banana padti hai fir is hisab se wo business ko run krta hai, same aisa hi forex market main hai trader ko profit earn krne ke liye strategy create krni padti hai jiski waja se wo loss se bhi bacha rehta hai aur profit bhi gain ker pata hai, laken forex dosre all business se bahut jyada risky business hai ku ke isme profit ke sath sath loss bhi bahut hota hai loss se bachne aur profit hasil krne ke liye trader ko strick mehnat kerna padti hai sirf wahi trader forex main success hote hai ju forex ko din raat ker ke seekhte hain aur iska knowledge hasil kerte hain, trader ko apni real trading ke sath sath demo account per apne liye new plan bhi ready kerte rehna chahye taki koi bhi fail hota hai tu isko trader fori implement ker sakta hai, plan ke begair trading main profit hasil kerna impossible hota hai.