Jii han ap ne bilkul sahi kaha hai sab sa phly market chart sa market trend ka pata karin aur is ka bad kisi analysis ki web side sa ap analysis dekhain jin sa ap ko kafi kuch pata lag sakta hai. aur i ss ka bad ap ko chaye ka ap ak strategy bnain aur us ko demo main must phly use karin ta ka koi mistake ho us ko door kia ja saky.