Hame apni trading me is tarah ki skills ka istemaal karna hoga jinki madad se trades ko karna hamare liye ekdum easy ban jaata hai aur ham logon ke paas me jyada trading ki income aa sakti hai. Jab tak ham log sahi tarah ki trades ko nahi karte hain tab tak hamare liye income kamana aasan nahi hoga.