Main to yeh samjhta hon kay forex trading main koi bhi target apkay liye achieve karna mushkil nahi hai agar ap main wo himat and lagan hai to ap koi bhi earning ka target achieve kar saktay hein main to 100 pips and sometimes 100+ pips daily kay earn kar leta hon yeh depend karta hai apki working per.