jab aap forex me trade karne jate hai to aapko pura analysis kar lena hi chahiye taki baad me aapko loss ka samana karana nahi padega aur forex me koi trade bina soche karna nahi hai warna aapka trade fas jata hai aur aapko wo close bhi nahi kar skata hai aur wo kabhi profit me nahi aata hai.