haan trading ke liye pahle to khud ko tayaar karna hi pata hain aur wo tayaari yehi hoti hain ki kafi achchi tarah se trader ko kaam ko samjh lena chahiye trading karna bahoot hi jayda mushkil hota hain aur jab tak isko learn nahi karte hain trading ko nahi kiya jaa sakta hain apne aap ko jayda knowledge wala trader bana lena chahiye achchi achchi jaankari trading mein kaam ko bhi achcha karne ko dilwati hain bas haan thoda samay lagta hain lekin baad mein jab wo kafi badiya tarah se trading ko karna jaan leta hain to trading mein mushkile kam se kam hone lagti hain aur usko itni samjh ho jati hain ki kaise trading ko kiya ja sakta hain sahi trading aur sahi trading ka plan kisi bhi trader ke liye kafi jayda important rahta hain uske badolat hi trading ko kar sakta hain aur achche achche profits hone lagte hain wohi trading mein kamyab hain jinke pass ye sab hoti hain warna trader to yaha par inke bina hi trading karne lagte hain aur trading mein unka nuksan bhi jayda tabhi hote hain because wo learn nahi karte hain apne aap ko perfeyt nahi karte hain jab wo har ek cheez mein perfect hoga to market mein wo fail nahi hoga trading ko ahche se karne lag jayega aur jismein usko mushkile aati thi wo sab mein strong hoga achcha profits kama karke wo apni life ko kafi jayda secure kar sakta hain aur life to ismein waise hi set ho hi jayegi