Dear ji hane forex aik online job hay or ham iss may kam say kam wakat may apnay liya aik acha paysa kama saktay hane laykin agar ham ko acha paysa chahiya hota hay to iss kay liya ham ko acha kaam bi aana chahiya to iss kayliya mehnat bi chahiya iss waja say pahlay mehnat darkaar hay phir hi aap acha paysa kama saktay ho.