G han aap ki baat bilkul theek hai aur main is baat se bilkul agree karti hun k forex business main success hasil karne k liye achi planning ki bohat zada ahmiyat hay kyu k jab aap forex main achi planning k sath trade kare gain tou aap forex business se acha profit gain kar sake gain aur aap kabhi bhi apna loss nahi kare gae kiu k jab aap bina planning forex main trade karte hain tou aap ko bohat se loss ke samne karna parta hay khas tor par forex main jo bhi new traders hain unhe cahiay k wo forex business ko ache se seekhe samjhe is k tamam ups and downs ko samjhe tamam rules ko follow kare take aap forex mein kabhi bhi apna loss na kare jab aap forex main achi planning karni aa jaye gi tou aap forex se bohat kuch hassil kar sake gain aur aik kamyab trader ban sake gain yehi waja hy k forex business min achi planning ki boht zyada ahmiyat hai aur hum forex main achi planning se hi success hasil kar sakte aur aik best trader ban sakte hain forex market main aap jab bhi koi trade open kare pehly Market ko ache se watch kare market k ups and downs ko samjhe market k trend ko samjhe aur ache se candle chart ko read kare take aap correct time par correct trade open kar sake aur market se acha profit gain kar sake aur aisa tab hi mumkin hai jab hum achi planning karke forex market main entry lete hain