nahi mujhe nahi lagata hai ki forex money ka tree hai kyuki aapko yaha par bahut hi hard worek karana hoga tab hi aapko earn milta hai uhi aapko kuchh nahi milta hai aur aapko jitana aasani se tree me money milta hai utana asani se nahi milta hai aapko bahut hi jimmedari se kam karana adata hai.