Jab koi b new business start kiya jata hy tab tough time laina parta hy ta k wo fully is new business ko samaj jae and agar wo business ko sahi samaj gara and wo business smooth running me aa gaya to phir hard working ki zaroorat nahi rahti phir only little time se trade kar k earning ki ja sakti he