G haan mai angry feel krta hn jb mai forex makret mai loss face krta hn .I know forex ik risky business hai but phr bhi mai is business mai kaam kr raha hn q k mjhy pta hai k mai is business mai learn krny k baad achy se chul skoon ga aur loss to her business mai hota hai. Is business mai loss kuch zyada nazdeek ryhta hai. So mai loss face krny k bad learn krta hn apni mistake k bary aur phr dobara trade krta hn.