forex trading ap log part time main bhi kar sakay hein aor full time main bhi baray araam say kar saktay hein but depend karta hai har banday ki situation per us kay style per wo kab aor kaisay work karna pasand karta hai kyun kay main khud full time trading kar raha hon to muje acha lagta hai mera focus just forex trading hai.