forex ka business hr kisi k liya hae is mai koi be kahi sy be is mai join ho kr is ko kr sakta hae forex mai kam krna itna mushkil nhe hota hae k agr is mai kam ko sekh kr is ko kiya jaye to ye ik achi jaga hae paisa kmany k liya magr demo mai kam ko sekhna zaruri hae.