yes meray bhai poors bhe es job ko kar rahay hain aur bht ache earning kar rahay hain main khud ek poor family say taluk rakhta hoon mera koe aur source of earning nhe ha main forex walon ka shukria ada krta hoon jinhonay humain itna acha rozgaar diya ha jo mehnat say hamara future mazeed bright kar sakta ha