ji haan forex trading mein education bohot important hai lakin main bhi itna jyada educated nahi hun lakin main puri mehnat aur puri koshish ke sath kaam karta hun mujhe iss kaam ka accha experience bhi hai jyada nahi per jitna hai utna bohot hai aur main aur bhi zyda experience lena chahta hun lakin haan hum aisa keh sakte hai ki iss kaam ke liye education bhi jaruri hai bina education ke hum utna jyada nahi sikh paate jitna hame sikhna chahiye utna jyada nahi samajh paate jitna hame samajhna chahiye aur yeh sab sirf isliye hota hai jab hum puri tarah se educated na ho isliye forex trading mein kaam karne ke liye hamara educated hona bohot important hai jin traders ke pass zyda education nahi hai unke liye yeh business itna bhi easy aur good nahi hota hai voh isliye kyun ki agar unke pass acchi education nahi hai to uske bina unhe kaafi loss bhi ho sakta hai isliye zyada education na hone ki wajah se unhe losses face karne padh sakte hai isliye education hona bohot important hai agar hamare pass education hogi tabhi hum trading ko zyada acche se samjh ke kar payenge aur acche se accha profit bana payenge aur zyada se zyada losses hone se bhi bacha payenge kyun ki agar hamare pass education hogi to hum iss kaam ko behtar tareeke se samjh payenge aur acche se kaam kar payenge aur kamiyabi hasil kar payenge isliye forex trading mein education hona bohot hi zyada important hai