agr main trading main sab kuch loss kar deta hon to sab se pheli bat ye hai ke hmare pas har dafa 2nd chance hota hai forums ke zariye hum again bonus bana kar hum trading kar skte hain or main jab bi new trading karta hon main aik plan bana ke karta hon but agr hum ne loss se bechna ho to uske liye greed ko control kiya jaye.