Bhai mai tou hmesha say koi na koi new trading system ya phir new indicators ko demo mai test karta hi rehta hon. Is ki waja yahi hai kay kal ko agar mera system kaam nahi karta ya mujhy achay result nahi miltay to mai kisi aur option ko use kar sakoon, alternate plan hona aik buhat acha edge deta hai aap ko market py.