waise to huge money earn karna koi easy nahi hota hai lekin main ek baat samjhati hoon agar forex market mein kaam kar rahe hai to iska khaas khayal rakhna hota hai ki kaise trading se kamaya ja sakta hai aur acha profits bhi usko kamana hota hai lekin tabhi wo trading se kama sakta hai jab market mein achi mehnat karta hota hai market mein acha paisa bhi usko kamane ko mil sakta hai