Skills ko improve krne k kafi methods hain pehle ap demo pe apni skills ko check karen achi strategies banao unko demo pe bhi test karen jitna zyada ho sakay candlesticks ko samjhen chart ko study krna chaiye istarah ap ki skill strong hoti jati hain ap ko kaam krne mein asani hogi trading skills ka strong hona important hai Forex trading ma ap ager apni skills ko improve kerna chahte hen to ap ko chahye ke ap forex ke bare ma zyada se zyada knowledge hasil keren is ma mehnat or lagan se kaam keren kyunke jitni zyada mehnat keren ge jitni zyada learning ho gi utni hi zyada earning ho gi forex ma bagair learning ke ap kamyab nahi ho sakte is liye sab se pehle learning boht zarori ha learning per tuwajo deni chahye phir hi ap apni skills ko improve ker saken ge forex ma trading ma ap ko aik kamyab trader banne ke liye boht mehnat se kaam kerna pare ga trading ma shuru shuru ma ap ko boht mushkilaat ka samna ho ga phir ap ahista ahista apni mehnat or koshish se aik kamyab trader bun jain ge is liye ager ap ko shuru ma trading ma loss bi ho jai to himet nahi harni chahye bulke mehnat jari rekhen or loss ke baad hi insan zyada seekhta ha jo log loss ke baad ghabra jate hen himet haar jate hen wo kabi bi ache trader nahi bun sakte is liye ager ap kamyab hona chahte hen to loss ki fiker na keren or mehnat jari rekhen skills k bina kabhi bhi achi trading mumkin nhi hai esliye apni skills ko behtr se behtr karo.