is forum ma koi bhi fazool bat abhi tak to mairi nazar sa nahi guzri. maira khayal ma to yeh forum bohat hi faida mand ha ka forex trading business ko ham ksi pay ka baghair hi kuch kuch samajh jata han is forum sa. aur kafi log yahan comments aur post kar ka hamain mashwara aur maloomat daita han forex trading business ka bara ma aur hamari rai bhi sunta han. is tarah kuch experts bhi han is forum ma jo ka bohat hi mufeed batain bata raha han hamain.