forex ko hum life time business bana sakte hain laikin us k liye hamare pass boht ziada experience aur full knwoledge ho. hamare anadar lalach bilkul na ho hum jab bhi trade open karain aik strategy aur plan k saath open karain aur koshish karain kah aik se ziada trade open na karain agar koi trade loss main hai to wait karain wo trade zaror profit main aaye gi