Dost sahi baat hai trade karne ke liye aur is se pehle information chahiye aur practice karne se experience hasil ho jaye ga aur ye dono trading me zaroori hai aur bilkul jab experience na ho aur forex knowledge bhi na ho to trading karna aik bahut bara risk ban jata hai aisa karna bahut he galat hai aur g bhai hame khud he se apna loss nahi karna chahiye aik to hota natural loss ho jata hai lekin jab khud he aik trader experience na hote hoye bhi trading kar raha hota hai to aisa bilkul us ke liye faidamand nahi ho sakta aur me bhi is cheez se agree karta ho jab demo account hai to us se benefit hasil kar lena chahiye demo me ja kar khud ko behtar bana lena chahiye jab ham kisi bhi work me join kare to us me experience bhi lazmi hota aap forex me jese jese old hote jao ge wese he experience bhi behtar hota hai to phir ham trading se kafi ache se waqif ho sakte hai lekin experience nahi hai to yehi karna chahiye ke forex me experience lena hai aur mind me is ko zaroori samajhna hai aur kuch traders jab experience ko itna zaroori nahi lete to wo is ko gain karne ki bhi koshish nahi karte jis ki wajah se trading me wo agay nahi jate aur aik kamyab trader ban kar nahi nikalte experience full trader he acha aur behtar trader hota hai is ko dekhna chahiye.